Thursday 4 July 2013

Guitar chords for phoolon ka tarron ka (Hare rama hare krishna)

Song: Phoolon ka tarron ka
Movie: Hare rama hare Krishna
Singer: Kishore kumar
Music: R. D. Burman
Lyrics: Anand bakshi

(G)hmmm…(C)hmmm…(C)hmmm…(G)hmmm

(G)phoolon ka(D) tarron ka(G) sabka kehna hai
(G)ek hazaron mein(D) meri behna hai
(G)sari umar humein(D) sang rehna hai… – 2 times

(G)jab se meri aankhon se(Bm) ho gaee tu(D) duur
(G)tab se saare jeevan ke(Bm) sapne hain(D) chuur – 2 times
(G)aankhon mein(D)neend naa, (G) man mein chainaa hai
(G)ek hazaron mein(D) meri behna hai
(G)sari umar humein(D) sang rehna hai…
(G)phoolon ka(D) tarron ka(G) sabka kehna hai…..

(G)dekho hum tum dono hain(Bm) ek dali ke(D) phool
(G)main na bhoola tu kaise(Bm) mujhko gayi(D) bhool – 2 times
(G)aa mere(D) pass aa(G) keh jo kehna hai
(G)ek hazaron mein(D) meri behna hai
(G)sari umar humein(D) sang rehna hai…
(G)phoolon ka(D) tarron ka(G) sabka kehna hai…..

(G)jeevan ke dukhon se(Bm) yun darte nhi(D) hain
(G)aise bach ke such se(Bm) gujarte nhi(D) hain – 2 times
(G)such ke hai(D)chah to(G) dukh bhi sehna hai
(G)ek hazaron mein(D) meri behna hai
(G)sari umar humein(D) sang rehna hai…
(G)phoolon ka(D) tarron ka(G) sabka kehna hai…..

(G)he.. la(D) la la la(G) la la la
(G)ek hazaron mein(D) meri behna hai
(G)ho.. la(D) la la la(G) la la la

No comments:

Post a Comment